Lyrics of song

Ab Mera Kaun Sahara

ab mera kaun sahara – 4
mere balam – 2 mujhko na bhulana
ab mera kaun sahara – 2

(tujhse bichhadkar durr hui
milne se majboor hui) – 2
ro ro ke dil ne tujhko pukara
ab mera kaun sahara – 2

(tujhse milan ki aas lagi
naina ras ki pyas lagi) – 2
mujhko hai tera gam bhi pyara
ab mera kaun sahara – 2

(pankh lage udd jaaun main
lekin kaise aaun main) – 2
bebas hui kismat ne mara
ab mera kaun sahara – 4

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *