Lyrics of song
Ai Chaand Nikal Aa
Ai Chaand Nikal Aa
Taaron Ki Toliyon Ko Tera Intazaar Hai
Saagar Ki Mast Laharon Ka Dil Beqaraar Hai
Dekh Na Tarasa – 2
Ai Chaand Nikal Aa
Jivan Ka Shuruu Aaj Naya Daur Hua Hai
Man Mein Mere Mithaa-Mitha Shor Hua Hai
Ab Aur Na Jala
Ai Chaand Nikal Aa