Lyrics of song

Aji Humko Hain Tumse Pyar

talat: ajii humko hai tumse pyar
lataa: to hoga main kya jaanu
talat: ab jina bhi hai dushvaar
lataa: to hoga main kya jaanu

talat: khoya khoya, ye raaz teri aankhon mein kyon hain
lataa: bahaka bahaka, andaaz teri baaton mein kyon hain
talat: maharabaan hain kyon teri adaaen
lataa: hum ye baatein kyon tujhe bataaein

talat: ajii ye bhi to hai iqaraar
lataa: to hoga main kya jaanu
talat: ab jinaa bhi hai dushvaar
lataa: to hoga main kya jaanu
talat: ajii humko hai tumse pyar
lataa: to hoga main kya jaanu
talat: ab jina bhi hai dushvaar
lataa: to hoga main kya jaanu

talat: bin tere, diladaar nahi katati hain raatein
lataa: chodo chodo takaraar, karo mausam ki baatein
talat: isii adaa ka huun main deewana
lataa: dekho dekho hosh na gawaana

talat: mera dil hai tera bimaar
lataa: to hoga main kya jaanu
talat: ab jina bhi hai dushvaar
lataa: to hoga main kya jaanu
talat: aji humko hai tumse pyar
lataa: to hoga main kya jaanu
talat: ab jina bhi hai dushvaar
lataa: to hoga main kya jaanu

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *