Lyrics of song

Ambua Ke Ped Par

su: ambua ke ped suhaane
ka kahen, ka kahen mose kaun jaane
cho: ambua ke ped suhaane
ka kahen, ka kahen mose kaun jaane

su: ambua ke ped jhoomein mast hawaaon mein
aa: tohe pukaaren, ‘ ree, aajaa, hoaaa, aaja
thandi thandi chhaanon mein
kar le muhabbat kisi bahaane’ 
su: ka kahen, ka kahen mose kaun jaane
cho: ambua ke ped …

su: gaya bachapana aai jawaani
lekar aai sau aramaan
pre: nikal ke rahenge sab aramaan
dhiraj dhar lo meri jaan
aa: naina tihaare ri gori hoaaa
goree, lage muskaane
dil ka papeeha bhi laga gaane
su: ka kahen, ka kahen mose kaun jaane
cho: ambua ke ped …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *