Lyrics of song

Apani Bhi Zindagi Mein

apni bhi zindagi mein khushiyon ka pal aayega
(apni bhi zindagi mein khushiyon ka pal aayega
dhundenge to mil jaayega – 4) – 2

achhe bure din saathi aate rahenge
kabhi hasaate kabhi rulaate rahenge – 2
achhe bure din saathi aate rahenge
kabhi hasaate kabhi rulaate rahenge
bas yahi baat yaad rakhana – 2
apni bhi zindagi mein khushiyon ka pal aayega
dhundenge to mil jaayega – 4

pyaar kiya hai tujhase pyaar karenge
tere saath jina tere saath marenge – 2
pyaar kiya hai tujhase pyaar karenge
tere saath jina tere saath marenge
bas yahi baat yaad rakhana – 2
apni bhi zindagi mein khushiyon ka pal aayega
dhundenge to mil jaayega – 4

aisa phool bagon mein khila kabhi na
jise dard kaato ka mila kabhi na – 2
aisa phool bagon mein khila kabhi na
jise dard kaato ka mila kabhi na
bas yahi baat yaad rakhana – 2
apni bhi zindagi mein khushiyon ka pal aayega
dhundenge to mil jaayega – 4

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *