Lyrics of song

Ashiqa Ashiqa Tere Bina

teri to yaad jaati nahin
nind mujhe aati nahin
kya mein karoon jaau kahaan
dhunde tujhe dil ka jahaan
mein tera hoon deewaana, jaaneja na tadapa
(ashiqa ashiqa tere bina
na jiya jaayega ab to tu aa) – 2

teri meethi batein mujhe jab yaad aati hain
phir teri yaadein dil jalaati hain
tu jo nahin to meri zindagi hai kya
lagata hai sara jahaan suna
(ashiqa ashiqa tere bina
na jiya jaayega ab to tu aa) – 2
tere bin jiya na jaaye na ashiqa – 8

pyar ke din hain mere dil ko tadapaana
rahunga main kaise tere bin jaana
mast sama hai bheega bheega mausum hai
aise mein tera juda hona
(ashiqa ashiqa tere bina
na jiya jaayega ab to tu aa) – 2
tere bin jiya na jaaye na ashiqa – 8

teri to yaad jaati nahin
nind mujhe aati nahin
kya mein karoon jaau kahaan
dhunde tujhe dil ka jahaan
mein tera hoon deewaana, jaaneja na tadapa
(ashiqa ashiqa tere bina
na jiya jaayega ab to tu aa) – 2
tere bin jiya na jaaye na ashiqa – 8

ashiqaaaaaaaaaaaaaaaaaaa (tere bin jiya na jaaye na ashiqa)

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *