Lyrics of song

Ayekaash Aisa Hota

Raat Din Pyaar Din Mera Girna Rota
Raat Din Pyaar Din Mera Girna Rota
Ayekaash Aisa Hota Main Paida Na Hota
Ayekaash Aisa Hota Main Paida Na Hota

Soona Soona Khaali Khaali Mujhko Laga Ghar Apna
Kal Raat Ko Jagye Ota Mein Dekh Yeh Maine Sapna
Aangan Mein Ek Pinjra Pinjra Mein Ek Tota
Ayekaash Aisa Hota Main Paida Na Hota
Ayekaash Aisa Hota Main Paida Na Hota

Upar Se Main Toota Nahin Hoon Andar Se Main Kat Gaya Hoon
Uu Dono Mein Aadha Aadha Lagta Hai Main Bat Gaya Hoon
Maa Baap Ka Ek Main Beta Hoon Ek Lauta
Ayekaash Aisa Hota Main Paida Na Hota
Ayekaash Aisa Hota Main Paida Na Hota

Hona Hi Tha Mujhko To Phir Meri Maa Bhi Hoti
Main Hasta To Woh Hasti Main Rota To Woh Roti
Main Uski Loriyaan Sun Kar Chain Se Sota
Ayekaash Aisa Hota Main Paida Na Hota
Raat Din Pyaar Din Mera Girna Rota
Ayekaash Aisa Hota Main Paida Na Hota
Ayekaash Aisa Hota Main Paida Na Hota

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *