Lyrics of song

Azadi

jaage hain ab saare
log tere dekh watan
gunje hai naro se ab ye zameen aur ye gagan
kal tak main tanha tha sune the sab raste
kal tak main tanha tha par ab hain saath mere
lakho dilo ki dhadkan dekh watan
Azaaadi payenge
Azaaadi layenge
Azaaadi chaayegi
Azaaadi aayegi aayegi

jaage hain ab saare
log tere dekh watan
gunje hai naro se ab ye zameen aur ye gagan
kal tak main tanha tha sune thhe sab raste
kal tak main tanha tha par ab hain saath mere
lakho dilo ki dhadkan dekh watan
hum chahe azadi
hum mange azadi
Azaaadi chaayegi
Azaaadi aayegi aayegi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *