Lyrics of song

Ban Jaaiye Is Dil Ke Mehmaan

har taraf rawa aapka hi nasha
chu gayi dil ko aapki har ada
ban jaaiye is dil ke mehmaan
(ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye
ban jaaiye in saanson ke armaan,armaan ban jaiye) – 2
ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye

bheeni bheeni pyaasi rawani rehti hain
palkon main teri kahani rehti hain
qaid nazron main teri tasveer hain
tere lafso ka fasana padhta hu
bas tera hi chehra rozana padhta hu
padhta hu padhta hu
ban jaaiye meri chahat ka nagma, nagma ban jaiye
ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye

teri hi tamanna rago main bhar li hain
zindagi bhi tere hawale kar di hain
chal rahi dhadkan sirf tere liye
ohh khamoshi se teri hi baatein karti hu
teri arzooo mein main jeeti marti hu
jeeti hu marti hu
ban jaaiye meri jazbo ka toofan, toofan ban jaiye
ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye
ban jaaiye in saanson ke armaan,armaan ban jaiye
ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *