Lyrics of song

Bechainiya Ab Satane Lagi

Bechainiyaan ab sataane lagi
Har pal teri yaad aane lagi
Chain milta nahi mujhko tere bina
Din guzarta nahi ab to tere bina
Chain milta nahi mujhko tere bina
Din guzarta nahi ab to tere bina

Tanhaaiyaan gungunaane lagi
Har pal teri yaad aane lagi
Chain milta nahi mujhko tere bina
Din guzarta nahi ab to tere bina
Chain milta nahi mujhko tere bina
Din guzarta nahi ab to tere bina

Jaan meri jaan le lo
Yeh tumhaari hai sanam
Aa ke dil pe haanth rakh do
Beqeraari hai sanam
Jaan meri jaan le lo
Yeh tumhaari hai sanam
Aa ke dil pe haanth rakh do
Beqeraari hai sanam

Jab kaha hai jaan tumko
Ab kahan hum jaayeinge
Dil tumhaara hai humaara
Dil mein hi bas jaayeinge
Chain milta nahi mujhko tere bina
Din guzarta nahi ab to tere bina

Chain milta nahi mujhko tere bina
Din guzarta nahi ab to tere bina

Dil deewana ho raha hai
Haan tumhaare pyaar mein
Bekhudi hai ek nasha hai
Haan tumhaare pyaar mein
Dil deewana ho raha hai
Haan tumhaare pyaar mein
Bekhudi hai ek nasha hai
Haan tumhaare pyaar mein

Chaahe jitna pyaar kar lo
Hum yahaan hain tum yahaan
Raat par bhi hai jawaani
Pyaar ka rangeen sama
Chain milta nahi mujhko tere bina
Din guzarta nahi ab to tere bina

Chain milta nahi mujhko tere bina
Din guzarta nahi ab to tere bina

Bechainiyaan ab sataane lagi

Har pal teri yaad aane lagi

Chain milta nahi mujhko tere bina
Din guzarta nahi ab to tere bina

Chain milta nahi mujhko tere bina
Din guzarta nahi ab to tere bina

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *