Lyrics of song

Bewajah Yun Na Maar

Hosh Udaane Aayi Hoon Mein, Hosh Udaa Ke Jaaoongi
Sab Ke Dilon Pe Raaj Karoongi Aisa Jaal Bhichaoongi

Bewajaa Yun Na Maar Theekhe Nainon Ke Baann
Hosh Udd Jaayenge… Jaan-E-Man Baath Maan
Maaf Karna Huzoor Ho Gaya Jo Kusoor; Dil Dhadak Ne Laga Hai Aap Ka Aisa Noor
Teri Marzi Agar Hai Yahin Eh Sanam; Hum Bhi Thayyar Hai Teri Sar Ki Kasam
Bewajaa Yun Na Maar Theekhe Nainon Ke Baann
Hosh Udd Jaayenge Jaan-E-Man Baath Maan

Naaz Nakhra Mera Chein Cheene Tera Hai Yahin Tho Hai Aashiq Mera..
Aaj Aa Hosh Mein Ishq Ke Josh Mein Aa Chupaaloon Tujhe Apni Barkhosh Mein
Tauba Tauba Gazab Teri Jadoogari, Sar Se Paaon Thalak Tu Hai Neelam Pari
Maaf Karna Huzoor Ho Gaya Jo Kusoor; Hadd Se Bhadne Laga Bebasi Ka Suroor
Teri Marzi Agar Hai Yahin Eh Sanam; Hum Bhi Thayyar Hai Teri Sar Ki Kasam
Bewajaa Yun Na Maar Theekhe Nainon Ke Baann
Hosh Udd Jaayenge Jaan-E-Man Baath Maan

Yeh Mujhe Kya Hua Jab Se Tujhko Chua, Rooh Bechein Hai Cha Rahaa Hai Nasha..
Yun Na Mujhko Jala Jaam Mein Ulfath Pila Maahi Shokan Meri De De Kuch Tho Sila..
Teri Khaathil Adaayein Sabhi Se Juda, Tere Rang Roop Par Hai Zamaana Fida
Maaf Karna Huzoor Ho Gaya Jo Kusoor; Hadd Se Bhadne Laga Bebasi Ka Suroor
Teri Marzi Agar Hai Yahin Eh Sanam; Hum Bhi Thayyar Hai Teri Sar Ki Kasam
Bewajaa Yun Na Maar Theekhe Nainon Ke Baann
Hosh Udd Jaayenge Jaan-E-Man Baath Maan
Maaf Karna Huzoor Ho Gaya Jo Kusoor; Dil Dhadak Ne Laga Hai Aap Ka Aisa Noor
Teri Marzi Agar Hai Yahin Eh Sanam; Hum Bhi Thayyar Hai Teri Sar Ki Kasam
Teri Marzi Agar Hai Yahin Eh Sanam; Hum Bhi Thayyar Hai Teri Sar Ki Kasam

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *