Lyrics of song

Bhoolna Nahin 3

Bhoolna nahin
bhoolna nahin
banake deewana
bhoolna nahin
dhaaga wafaaon ka na toote kahin
teri mohabbat pe hai mujhko yakeen
bhoolna nahin
bhoolna nahin
banake deewana
bhoolna nahin

(kahe raha dil khudko main mita doon
iss tarha toda hai dil tune bataa kyun) – 2
bhoolna nahin
bhoolna nahin
banake deewana
bhoolna nahin

(zindagi ko yuhn khwaab dekha ke
tune mera haath choda toofan milaa ke) – 2
bhoolna nahin
bhoolna nahin
banake deewana
bhoolna nahin
dhaaga wafaaon ka na toote kahin
teri mohabbat pe hai mujhko yakeen
bhoolna nahin
bhoolna nahin
banake deewana
bhoolna nahin

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *