Lyrics of song

chale jaanaa zaraa Thaharo

hale jaanaa zaraa Thaharo kisii kaa dam nikalataa hai
ye manzar dekhakar jaanaa
chale jaanaa zaraa

abhii aaye ho baitho to ye mausam bhii suhaanaa hai
abhii to haal-e-dil tumako nigaahon se sunaanaa hai
nazar pyaasii ye dil pyaasaa
kisii kaa dam nikalata hai

hasin jharanon ke saaye mein akelaa chhoD jaate ho
hamaare dil ko aaKir kisaliye tum tod jaate ho
zaraa dam lo kahaa maano
kisii kaa dam

hamaarii jaan ho tum bhii agar chal dii.n to kyaa hogaa
tumhaare bin bahaaro.n me.n Kushii kyaa hai mazaa kyaa hai
o jaan-e-man na jaao tum
kisii kaa dam

shaa :    qasam khaatii huu.N mai.n apanii tumhe.n ab naa sataa_uu.Ngii
    tumhaarii baat jo bhii ho vahii mai.n maan jaa_uu.Ngii
    bharii aa.Nkhe.n jhukii palake.n
    kisii kaa dam     hreedots
do :    chale jaanaa zaraa     hreedots

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *