Lyrics of song

Chanda Tale Muskuraayin Javaaniyaan

chanda tale o
chanda tale o
(chanda tale muskuraayein (muskuraai ?)
vaaniyaan) – 3
(honthon pe aa gayi dil ki kahaaniyaan) – 2
chanda tale o
chanda tale muskuraayein javaaniyaan

dil ka fasaana kaha bhi na jaaye
kahe bina hamase raha bhi na jaaye
bha gayi teri naadaaniyaan ho naadaaniyaan
chanda tale muskuraayein javaaniyaan
honthon pe aa gayi dil ki kahaaniyaan
chanda tale o
chanda tale muskuraayein javaaniyaan

pahali vafaaen pahali bahaar hai
koi bata de kaisa ye pyaar hai
taaron ne ??? phir ye ??? ho ??
chanda tale muskuraayein javaaniyaan
honthon pe aa gayi dil ki kahaaniyaan
chanda tale o
chanda tale musakuraayein javaaniyaan

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *