Chocolate Lime Juice
Chocolate – Lime Juice – Ice Cream – Toffeeyan
Pehle Jaise Ab Mere Shauk Hain Kahan
Gudiya – Khilone Meri Saheliyan
Ab Mujhe Lagti Hain Sari Paheliyan
Yeh Kaun – Sa Mod Hai Umra Ka..!
Yeh Kaisa Deewanapan Hai Kya Janu – Main Kya Janu
Mushkil Ho Gaya Khud Ko Kaise
Pehchanu Main Pehchanu
Din Katta Hai Kate Na Ratiyan
Kisse Kahun Main Yeh Sari Batiyan
Gudiya – Khilone Meri Saheliyan
Ab Mujhe Lagti Hain Sari Paheliyan
Yeh Kaun – Sa Mod Hai Umra Ka..!
Man Mein Tarange Uthne Lagi Hain Yeh Kaisi, Yeh Kaisi
Ab Jaisi Hoon Pehle Nahin Thi Main – Aisi, Main Aisi
Khilne Lagi Hain Raahon Mein Kaliyan
Ankhiyan Dhoondhe Sapnon Ki Galiyan
Gudiya – Khilone Meri Saheliyan
Ab Mujhe Lagti Hain Sari Paheliyan
Yeh Kaun – Sa Mod Hai Umra Ka..!