Lyrics of song

Chod Baabul Ka Ghar-Part1

sha : chod baabul ka ghar, mohe pee ke nagar
aaj jaana pada
o
aaj jaana pada
Cho: : chhod baabul ka ghar, mohe pee ke nagar
aaj jaana pada

sha : yaad maike ki tan se bhulaaye chali
Cho : haan bhulaaye chali
sha : preet saajan ki man mein basaaye chali
Cho : haan basaaye chali
sha : yaad kar ke ye ghar, royi aankhen magar
muskurana pada
o
aaj jaana pada

Cho : ( chod baabul ka ghar, mohe pee ke nagar
aaj jaana pada )  -2

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *