Lyrics of song

Chori chori dekha tumhe

Chori chori dekha tumhe, chori chori chaaha tumhe
Chori chori maanga tumhe, chori chori pooja tumhe
Aap ko to khabar nahin iski
Aap ko maine kitna pyaar kiya
Aap ko maine kitna pyaar kiya, haan
Aap ko kis tarah main bataaoon
Kab kahan aur kaise dil diya
Kab kahan aur kaise dil diya, haan

Aap ko to khabar nahin iski
Aap ko maine kitna pyaar kiya
Aap ko maine kitna pyaar kiya, haan
Aap ko kis tarah main bataaoon
Kab kahan aur kaise dil diya – 2
Maine kaha kya tumne suna
Dilbar tumhe hi maine chuna

Kehna tumhaara achchha laga
Sapna mujhe ab sacha laga, haan

Aap ko haal-e-dil kya sunaaoon
Aap ne chain mera le liya
Aap ne chain mera le liya, haan

Aap ko to khabar nahin iski
Aap ko maine kitna pyaar kiya – 2
Dekho na mujhko ab door se
Yeh maang bhar do sindoor se

Kehta hai mera deewaanapan
Hoke rahega apna milan, haan

Aap se jaaneman kya chhupaaoon
Aap ko maine maana hai piya
Aap ko maine maana hai piya, haan

Aap ko to khabar nahin iski
Aap ko maine kitna pyaar kiya – 2

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *