Lyrics of song

Darbaar Koi Lag Jaaye Na Kahin

darbaar koi lag jaaye na kahin – 2
aise mera saath na chhodiyon, na chhodiyon
aise mera saath na chhodiyon
ashqon ka karam ho jaaye na kahin – 2
aise tu mukh na modiyon
darbaar koi lag jaaye na kahin
aise mera saath na chhodiyon, na chhodiyon
aise mera saath na chhodiyon

takhton ki malkiyat aankhon mein damakati hai – 2
darkhaton ki rehmiyat raahon mein tarasati hai
koi aas laga baitha hai, koi dur chipa baitha hai – 2
meri ruh tadap jaaye na kahin – 2
aise bandhan na todiyon
darbaar koi lag jaaye na kahin – 2
aise mera saath na chhodiyon, na chhodiyon
aise mera saath na chhodiyon

jakhmon ki aah tak saansein bhi sisakati hain – 2
khaayishon ki chaah tak chaahate tadapati hai
koi dard bhula baitha hai, koi shool chubha baitha hai – 2
meri ruh tadap jaaye na kahin – 2
aise bandhan na todiyon
darbaar koi lag jaaye na kahin – 2
aise mera saath na chhodiyon, na chhodiyon
aise mera saath na chhodiyon
ashqon ka karam ho jaaye na kahin – 2
aise tu mukh na modiyon
darbaar koi lag jaaye na kahin
aise mera saath na chhodiyon, na chhodiyon
aise mera saath na chhodiyon
kimat yeh teri gir jaaye na kahin
aise kabhi haath na jodiyon, na jodiyon
aise kabhi haath na jodiyon
aise mera saath na chhodiyon

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *