Lyrics of song

Deewana Tujhe Han Deewana Tujhe

Deewana Tujhe han Deewana tujhe jane jiya jaanam
Deewana Tujhe han Deewana tujhe jane jiya jaanam
Meri ninde churake raat bhar na jaga
Duriyon ko mitake aa gale se laga
Jana itne paas na aana
Jana itni door na jana
Deewana tujhe jaanam

Akhiaan baatein karne lagi
Mein to aahein bharne lagi
Tu to mujhpe marne lagi
Bol phir kyo darne lagi
Jana itne paas na aana
Jana Itni door na jana
Deewana… Jaanam
Deewana… Jaanam

Aaja Aankhein char to kar
Thoda thoda pyaar to kar
Door se deedar to kar
Thoda sa intezar to kar
Jana itni door na jana
Jana itne paas na aana
Deewana… jaanam
Deewana… jaanam

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *