Lyrics of song
Dekho Jaaneman Jahaan Bhi Kahin Muskuraana
jaaneman…
(dekho jaaneman jahaan bhi kahin muskuraana
dekho jaaneman hame na kahin bhool jaana) – 2
jaaneman…
(aaj ki yaadein kahin bhool na jaana
raato rahein ho yahin laut ke aana) – 2
rakhana hamesha yeh aana jaana
(dekho jaaneman jahaan bhi kahin muskuraana
dekho jaaneman hame na kahin bhool jaana) – 2
jaaneman o meri jaaejaan….
jaaneman…
(raahon mein aisa kaha phool khilega
jaise mile ho yahaan kaun milega) – 2
rakhana hamesha yeh aana jaana
(dekho jaaneman jahaan bhi kahin muskuraana
dekho jaaneman hame na kahin bhool jaana) – 2