Lyrics of song

Dil Ki Nazar Mein – Female

Dil Ki Nazar Mein Bhaaye Tum Pal Bhar Mein
Yun Laga Jaise Tum Meri Jaan Ho Dil Ki Nazar Mein

Sunlo Zara Meri Saason Ki Dhun
Kehti Hai Kya Meri Har Dhadkan
Sunlo Zara Meri Saason Ki Dhun
Kehti Hai Kya Meri Har Dhadkan
Ab Sach Kaho Na Tum Ko Bhi Kuch Hua
Keh Do Na Tum Meri Jaan Ho
Dil Ki Nazar Mein

Betaabiyan Aur Bechainiyaan
Karti Hai Kyon Ab Gustaakhiyaan
Haan Betaabiyan Aur Bechainiyaan
Karti Hai Kyon Ab Gustaakhiyaan
Ab To Bata Kya Yehi Pyar Hai
Keh Do Na Tum Meri Jaan Ho
Dil Ki Nazar Mein Bhaaye Tum Pal Bhar Mein
Yun Laga Jaise Tum Meri Jaan Ho Dil Ki Nazar Mein
Kya Yehi Pyar Hai
Kya Yehi Pyar Hai

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *