Lyrics of song

Dil Mein Basaake

Dil Mein Basaake, Palkon Mein Bithaake
Nazaron Mein Kaid Kar Liya, Aankhon Ko Band Kar Liya
Maine Tumko Pasand Kar Liya
( (Dil Mein Basaake, Palkon Mein Bithaake) – 2
Nazaron Mein Kaid Kar Liya, Aankhon Ko Band Kar Liya
Maine Tumko Pasand Kar Liya) – 2
Dil Mein Basaake

Hum Dono Anjaan Raahi, Raste Magar Mil Gaye
Patjhad Ke Mausam Mein Jaise Dil Phul Se Khil Gaye
Tum Dur Raho Ya Paas Raho, Nazaron Mein Kaid Kar Liya
Aankhon Ko Band Kar Liya, Maine Tumko Pasand Kar Liya
(Dil Mein Basaake, Palkon Mein Bithaake) – 2
Haan Nazaron Mein Kaid Kar Liya, Aankhon Ko Band Kar Liya
Maine Tumko Pasand Kar Liya, Dil Mein Basaake

Abb Se Yeh Bechainiya Hai, Aage Na Jaane Ho Kya
Itne Kareeb Aa Gaye Hai, Abb Kaise Honge Juda
Baahon Mein Sanam Tmhe Thaam Liya, Nazaron Mein Kaid Kar Liya
Aankhon Ko Band Kar Liya, Maine Tumko Pasand Kar Liya
(Dil Mein Basaake, Palkon Mein Bithaake) – 2
Nazaron Mein Kaid Kar Liya, Aankhon Ko Band Kar Liya
(Maine Tumko Pasand Kar Liya) – 2

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *