Lyrics of song

Dil Mein Kyon Aaise Chubhan Hain

(dil mein kyon aaise chubhan hain
tadpa kyon sara badan hain) – 2
yeh kaisi tadpan hain
mujhko batao sanam
dil mein kyon aaise chubhan hain
tadpa kyon sara badan hain
yeh kaisi tadpan hain
mujhko bataao sanam

dehki si jara jalti si aaise jaati hain kyon meri – 2
oh mehki si jara behki si aaisi raatein ahin kyon meri
aankho se neende udi
hotho pe kaisi agan hain
tadpa kyon sara badan hain
yeh kaisi tadpan hain
mujhko bataao sanam

jismo kya chalo ruho tak dono mil jaaye o sanam – 2
kaagaz mein aaisi haalat mein kutch kar jaaye o sanam
tum mujhko chedo na
mann mein kyon aaisi jalan hain
tadpa kyon sara badan hain
yeh kaisi tadpan hain
mujhko bataao sanam
dil mein kyon aaise chubhan hain
tadpa kyon sara badan hain
yeh kaisi tadpan hain
mujhko bataao sanam

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *