Lyrics of song
Dil Mera Hain Deewana
(dil mera hain deewana deewana mohabbat ka
ek shama ka parwana parwana mohabbat ka) – 2
hai hai hai
(ruut yeh suhaani pyara zamana
duniya ke gam se dil hai begana) – 2
hothon pe hai afasana – 2
afasana mohabbat ka
dil mera hain deewana deewana mohabbat ka
ek shama ka parwana parwana mohabbat ka
hai hai hai
(bhoola musafir behki nigaahein
khoj rahi hai pyar ki raahein) – 2
aankhon mein hai mehkhana – 2
mehkhana mohabbat ka
dil mera hain deewana deewana mohabbat ka
ek shama ka parwana parwana mohabbat ka