Lyrics of song
Dil Ne Ye Na Jaana, Na Jaana
teri ummid, teri baatein
woh lamha lamha katati tere naam se raatein
dard se yuun mulaakaat hogi – 2
dil ne ye na jaana
nazdikiyon mein duriyon ki baat??? hogi
dil ne ye na jaana, (na jaana – 8)
teri yaadon ke ghane saayein
ye kaise manjar par mujhko hain lekar aayein
is tarah ashq ki barsaat hogi
dil ne ye na jaana, (na jaana – 8)
teri ummid, teri baatein
woh lamha lamha katati tere naam se raatein
is tarah bechaingi mere saath hogi
dil ne ye na jaana, (na jaana – 8)
dard se yuun mulaakaat hogi – 2
dil ne ye na jaana, (na jaana – 8)
na jaana – 4