Lyrics of song

Dil Yeh Kya Cheez Hain

he
dil ye kya cheez hai
aur dil tamanna kya hai
teer par teer chala le tujhe
parwa kya hai

are teri kasam meri jaan

tere teeron mein chupe pyaar ke khazaane hain  -2
mere labon pe dekho aaj bhi taraane hain  -2
dan dar dan dar da
a dan dar dan dar da

aur honge jinhen
aaraam ke saamaan mile
apni kashti ko to
saahil pe bhi toofaan mile

are ye geet pasand nahi yaar

( naiya puraani hai
toofaan bhi puraane hain )  -2

mere labon pe dekho aaj bhi taraane hain  -2
dan dar dan dar da
dar dar dan dar dan dar rru

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *