Lyrics of song

Diwaani hoon diwaani hoon

Jaspinder:
Jaise hawa mein udte hain ye panchhi
Oh mere hamnasheen, ud jaayein ham kahin
Bana le ghar ham aisi jagah par
Hamein na ho kabhi kisi ka jahaan darr
Oh mere jaaneman, kehti hai ye lagan
Mil jaayegi hamein manzil apni ik din
Teri chaahat mein paagal hoon
Diwaani hoon main diwaani hoon
Kahoon main kya karoon main kya
Diwaani hoon main diwaani hoon 

Sonu:
Teri chaahat mein paagal hoon
Diwaana hoon main diwaana hoon
Kahoon main kya karoon main kya
Diwaana hoon main diwaana hoon haan!

Gauri:
Dil lena hai toh, dil dena bhi hoga
Kuchh kehna bhi hoga, kuchh sun-na bhi hoga
Mohabbat ka ye donon pe hai karam
Aa waada kar lein ham chaahat na ho ye kam
Oh mere jaaneman, kehti hai ye lagan
Mil jaayegi hamein manzil apni ik din
Aise na ghabra, baanhon mein aa bhi jaa
Sun le kehti hai kya meri ye dhadkan
Teri chaahat mein paagal hoon
Diwaani hoon main diwaani hoon
Kahoon main kya karoon main kya
Diwaani hoon main diwaani hoon

Sonu:
Teri chaahat mein paagal hoon
Diwaana hoon main diwaana hoon
Kahoon main kya karoon main kya
Diwaana hoon main diwaana hoon ha! Ha!

Jaspinder:
Teri chaahat mein paagal hoon
Diwaani hoon main diwaani hoon
Kahoon main kya karoon main kya
Diwaani hoon main diwaani hoon

Sonu:
Oh meri jaaneman, kehti hai ye lagan
Mil jaayegi hamein manzil apni ik din

Jaspinder:
Aise na ghabra, baanhon mein aa bhi jaa

Gauri:
Sun le kehti hai kya meri ye dhadkan

Jaspinder:
Teri chaahat mein paagal hoon
Diwaani hoon main diwaani hoon 

Gauri:
Kahoon main kya karoon main kya
Diwaani hoon main diwaani hoon

Sonu:
Teri chaahat mein paagal hoon
Diwaana hoon main diwaana hoon
Kahoon main kya karoon main kya
Diwaana hoon main diwaana hoon, hanh

Sonu:
(Teri chaahat mein paagal hoon
Kahoon main kya karoon main kya) -2

All:
(Teri chaahat mein paagal hoon 

Sonu:
Hey hey

Jaspinder:
Diwaani hoon main diwaani hoon

All:
Kahoon main kya karoon main kya 

Sonu:
Hey hey

Jaspinder:
Diwaani hoon main diwaani hoon) – 3

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *