Lyrics of song

Dooriyan – Soona Soona

soona soona lage piya tu ab to ghar aa ja
kurbatain aur ye faasle
karti hain kyun badgumaan
saamne chehra na ho tera
kyun lage veeraan veeraan
man mein tere kya hai
man mein mere kya hai
tera mera bandhan hai kya
kurbatain aur ye faasle
karte hain kyun badgumaan
saamne chahra na ho tera
kyun lage veeraan veeraan
mann mein tere kya hai
mann mein mere kya hai
tera mera bandhan hai kya
dooriyaaaaa ye dooriyaaaaaaaa
dooriyaaaa ye faaaasle
dooriyaa ye dooriyaa
dooriyaaa ye faaaaaasle

mohabatain aur ye raaste
chahaton ke darmiyaan
dekhte tujhe hum kahiin
na mil saka humen woh sama
kyaa hua wo mausam
yaad hai jo kam kam
ab wo manzar dhoonde kahaan

dooriyaaaaaaaan ye dooriyaaaaaaan
doriyaaaa ye faaasle
dooriyaaaaaaaaa ye dooriyaaaa
dooriyaaaaa ye faaaaaasle

soona soona lage, piya tu ab to ghar aa ja

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *