Lyrics of song
Dukh Se Bhara Hua Hai Dil
duhkh se bhara hua hai dil
jine mein kuchh maza nahin
tuut gaye sab aasare
ab koi aasara nahin
duhkh se bhara hua hai dil
dard se dil nidhaal hai
aaj ye apana haal hai
ruuthi hui hai zindagi
maut ka bhi pata nahin
duhkh se bhara hua hai dil
bigade hue nasib ne
luut liya chaman mera
haay! kiza tu gam na kar
teri koi khata nahin
duhkh se bhara hua hai dil