Ek Do Teen Aaja Mausam Hain Rangeen
sha: ek do teen, aajaa mausam hai rangeen
aajaa, ek do teen, aajaa mausam hai rangiin
raat ko chupachupke milna duniya samjhe paap re
chorus : paap re!
sha : ek do teen, aajaa mausam hai rangeen
aajaa, ek do teen, aajaa mausam hai rangeen
samhalke khidaki khol balmava dekhe tera baap re!
chorus: baap re!
sha: ek do teen, aajaa mausam hai rangeen
aajaa, ek do teen, aajaa mausam hai rangeen
ye madmasta jawani hain (-2)
tere liye ye deewani hain
Duub ke is gehrai mein (-2)
dekh ke kitna paani hain
ek do teen, aajaa mausam hai rangeen
aajaa, ek do teen, aajaa mausam hai rangeen
kyuun tu mujhe thukraataa hain (-2)
mujhse nazar kyun churata hain
luut ye duniya teri hain (-2)
pyaar se kyuun ghabrata hain
ek do teen, aajaa mausam hai rangeen
aajaa, ek do teen, aajaa mausam hai rangeen