Lyrics of song

Ek Toh Sharab Kum – 1

Kuch Bhi Nahin Tha Lekin Tera Sahaara Tha
Jo Kuch Bhi Tha Voh Sab Kuch
Voh Sab Kuch Luta Hua Hai, Luta Hua Hai

Ek Toh Sharab Kum
Aur Paimaana Toota Hua Hai
Ek Toh Sharab Kum
Aur Paimaana Toota Hua Hai
Chehra Pe Zakam Toh Delh Kitne Us Pe Aina
Toota Hua Hai, Toota Hua Hai
Toota Hua Hai, Toota Hua Hai

Ek Hi Mili Hai Zindagi
Kis Kiski Karoo Mein Bandagi
Ek Hi Mili Hai Zindagi
Kis Kiski Karoo Mein Bandagi
Khuda Ko Mana Liya Hai Aur Sanam
Roota Hua Hai, Roota Hua Hai
Roota Hua Hai, Roota Hua Hai

Chaahe Laakh Bana Tu Aashiq Gairo Ko Magar
Chaahe Laakh Bana Tu Aashiq Gairo Ko Magar
Tera Hont Mere Hont Se Mere Hont Se
Jhuta Hua Hai, Jhuta Hua Hai
Jhuta Hua Hai, Jhuta Hua Hai

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *