Lyrics of song

Farishta Nahin Main

farishta nahin main – 3 jo ishq na kar sakuun
(farishta nahin main – 3), (jo ishq na kar sakuun – 3)

kitaabon mein lipati huyi, koyi main khaani nahin – 2
main jinda fasaana tera, meri aankhon mein saanse leti hai ek jindagi
(masihaah nahi hoon – 3), (jo ishq na kar sakuun – 3)

kinaaron pe duba hoon main, wafaaon mein uljha hoon main – 2
tera hi junoon hai mujhe, teri yaadon ko sajda karati hai aawaaragi
(main lamha nahin hoon – 3), (jo phir na aa sakoon – 3)

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *