Lyrics of song

Fat Fat Fata Fat Pyar Ho Gaya

abhi abhi tu ajanabi tha – 3
abhi abhi mera yaar ho gaya
ek pal mein ikraar ho gaya
fat fat fata fat pyar ho gaya
ek pal mein ikraar ho gaya
fat fat fata fat pyar ho gaya
abhi abhi main ajanabi tha – 3
abhi abhi tera yaar ho gaya
ek pal mein ikraar ho gaya
fat fat fata fat pyar ho gaya

jaane kaise premi pehle itni der lagate the – 2
chori chori milte the aur geet milan ke gaate the
arey aaj zamana jhat pat ka hai dekha bedaa paar ho gaya
ek pal mein ikraar ho gaya
fat fat fatafat pyar ho gaya
ek pal mein ikraar ho gaya
fat fat fata fat achha ho gaya

dil se dil ka mel bhi ek nazar ka khel hai – 2
kaun kehta hai mohabbat bebasi hai jail hai
aaj ??? aashiq bhi samajhdaar ho gaya
ek pal mein ikraar ho gaya
fat fat fatafat pyar ho gaya
ek pal mein ikraar ho gaya
fat fat fata fat achha ho gaya
abhi abhi tu ajanabi thi
abhi abhi tu ajanabi tha
abhi abhi main ajanabi tha
abhi abhi tera yaar ho gaya
ek pal mein ikraar ho gaya
fat fat fata fat pyar ho gaya
ek pal mein ikraar ho gaya
fat fat fata fat pyar ho gaya
la la la la la
fat fat fata fat
la la la…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *