Lyrics of song

Garaj-Garaj Ghir Aaye Baadar

garaj-garaj ghir aaye baadar
umad-ghumad kar chhayein
jal-thal kar di baras-baras ghan
garaj-garaj ghir aaye baadar
aa aa aa

garaj-garaj ghir aaye baadar
umad-ghumad kar chhayein
jal-thal kar di baras-baras ghan
garaj-garaj ghir aaye baadar

dhalati bojhal uthin ghataayein – 2
nagari-nagari juum ke chhaayein
ras-buundan ki pade phuhaar
chale pawaniya sanan-sanan ghan
garaj-garaj ghir aaye baadar

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *