Lyrics of song

Ghaam Tana Tana Na Na

zahurddin khan saab waqt kam hone ki wajah se main iss khat hi ke jhariye akvida keh raha hoon
ham log aaj raat hi ki gaadi se patiyala jaa rahe hain aur pata nahi kab waapas laahore aa Sakenge
iss khat ke saat hamare khandaan ka ek beshkimti gehna aapki hifaajat mein chhode jaa raha hoon
meharbaani hogi agar aap hamari iss amaanat ko apane paas mehfoos rakhe
alvida aapka dost  hamsaya jasbir kaur
tanha aaise kyon bechain phire
jaagenge jaroor yeh bhaag tere
koi jaane na yeh josh tera
koi jaane na yeh junoon tera
ghoom tana tana na na na
ghoom tana tana na na
ghoom tana tana na na na
ghoom tana tana na na
tanha aaise kyon bechain phire
jaagenge jaroor yeh bhaag tere
koi jaane na yeh josh tera
koi jaane na yeh junoon tera
ghoom tana tana na na na
ghoom tana tana na na
ghoom tana tana na na na
ghoom tana tana na na

dil se dilon ko jeetna mushkil se na darna
rang barsega yahaan din ho ya phir raina
ghoom tana tana na na na
ghoom tana tana na na
ghoom tana tana na na na
ghoom tana tana na na

badi duur hain gar jaana maayus na kabhi hona
andhere mein bhi veerane mein bhi
khilegi koi kali tanha aaise kyon bechain phiren
jaagenge jaroor yeh bhaag tere
koi jaane na yeh josh tera
koi jaane na yeh junoon tera
ghoom tana
ghoom tana na tana na
ghoom tana na
ghoom ghoom tana tana tana
ghoom tana
ghoom tana na tana na
ghoom tana na tana na na na na ….

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *