Lyrics of song

Haan Yeh Maine Mana Meri Jaan

hai re tauba-2 yeh jawani yeh jawani ka garoor
ishq ke samne phir bhi sar jhukana hi pada
kaisa kahete the na aayenge  x2 
magar dil ne is tarah  pukara tumhe aana hi pada

haan yeh mana meri jaan mohabat saza hai  x2
maza isme itana magar kisliye hai x2
vo ek bekarari jo abtak idahar thi
vo hi bekarari udhar kis liye hai
chorus-(abhi tak to idhar thi udhar kisliye hai
kisliye hai haan kisliye hai)
haan yeh mana meri jaan ………

bahelna na jane badalna na jane
tamana machal ke sambhalna najane x2
(chorus(bahelna na jane badalna na jane)
tamana machal ke sambhalna najane) x2
tamana machal ke sambhalna najane
karib aur aao kadam to badhao
juka du na mein sar to sar kis liye x2
haan yeh mana meri jaan ………

nazare bhi dekhe ishare bhi dekhe
kai khoobsurat sahare bhi dekhe x2
chorus(nazare bhi dekhe ishare bhi dekhe
kai khoobsurat) sahare bhi dekhe
naam kya chiz hai izzat kya hai
sone chandi ki haqeekat kya hai
lakh bahalaye koi daulat se 
pyar ke samne daulat kya hai
chorus (nazare bhi dekhe ishare bhi dekhe)
kai khoobsurat sahare bhi dekhe x2
jo maikhene jake mein sagar uthao
to phir yeh nasili nazar kisliye hai x2
haan yeh mana meri jaan ……….

tumhi ne savanraa tumhi ne sajaya
mere sune dil ko tumhi ne basaaya x2
chorus(tumhi ne savanraa tumhi ne sajaya
mere sune dil ko tumhi ne basaaya)
jis chaman se bhi tum gujar jao
har kali par nikhar aajaye
ruth jo to ruth jai khuda
aur jo has do to bahaar aa jaye
chorus(tumhi ne savanraa tumhi ne sajaya)
mere sune dil ko tumhi ne basaya x2
tomhare kadam se hai ghar mein ujaala
agar tum nahin to yeh ghar kis liye hai x2
haan yeh mana meri jaan …………

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *