Lyrics of song

Hadh Kar Di Aapne

Pal do pal ka ye safar pal do pal ka saath
Pal do pal ka ye safar pal do pal ka saath
Humne hanskar aapse yoonhi karli baat
Aapne kasam jao kahin bin badal barsaat hoye
Oye hoye hadh kar di aapne hadh kar di aapne
Hadh kar di aapne hadh kar di aapne

Pal do pal ka ye safar pal do pal ka saath
Pal do pal ka ye safar pal do pal ka saath
Humne hanskar aapse yoonhi karli baat
Aap lekar aa gaye mere ghar baaraat
Oye hoye hadh kar di aapne hadh kar di aapne
Hadh kar di aapne hadh kar di aapne

Aap na maano apke dil mein chor
Ek ladki ko chhedna ka matlab kya hai aur
Aap na maano apke dil mein chor
Ek ladki ko chhedna ka matlab kya hai aur
Maang rahe ho dil aise jaise maange hairaat
Oye hoye hadh kar di aapne hadh kar di aapne
Hadh kar di aapne hadh kar di aapne

Pal do pal ka ye safar pal do pal ka saath
Humne hanskar aapse yoonhi karli baat

Aao karlein dosti gussa chhodo yaar
Hum donon mein ek din ho sakta hai pyaar
Aao karlein dosti gussa chhodo yaar
Hum donon mein ek din ho sakta hai pyaar
Arre na din aayega aisa na aayegi vo raat
Hadh kar di aapne hadh kar di aapne  .

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *