Lyrics of song

Hainiya

yaariya tumhi se laagiya
haniya yaariya, yaariya tumhi se laagiya
haniya yaariya tumhi se laaniya – 2
chaahe laakh kar inqaar, maine to tumhi se pyaar karna hai
bani hoon main teri khatir, yahi iqraar sau sau baar karna hai
maano na maano main deewani teri huyi hoy hoy
haniya yaariya tumhi se laaniya

akhinyon main tu basada – 2
meri jindagi tu maajhi re – 2

saari hi shaamein saare sawere, naam khushi se kar diye tere
chahat tu, hasrat bhi tu hai, pyaar ki mere kismat tu hain
chaahe laakh kar inqaar, maine to tumhi se pyaar karna hai
tere sapano mein jina hain, teri baaton pe aitbaar karna hain
maano na maano main deewani teri huyi hoy hoy
haniya yaariya tumhi se laaniya – 2

ankhiyon mein tu basda, meri jindadi tu maahi ve
hoy ankhiyon mein tu basda, o meri jindadi tu maahi ve
ho itana tu mere dil ko yakin hain, aur tere jaisa koi nahi hain
tu duniya mein sab se juda hain, tujh pe mera pyaar fida??? hain
chaahe laakh kar inqaar, maine to tumhi se pyaar karna hai
mila na ek jo tu hi, to mujhko kya bhala sansaar karna hai
maano na maano main deewani teri huyi hoy hoy
haniya yaariya tumhi se laaniya – 2
yaariya tumhi se laagiya

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *