Lyrics of song

Har Ghadi Bekhudi

har ghadi bekhudi har ghadi bebasi dil bhi bekarar hain
kya yahi pyaar hain – 2
na yahaan nind hai na wahaan chain hain dil bhi bekarar hain
kya yahi pyaar hain – 2

mohabbat kaise huyi ye chaahat kaise huyi – 2
koi bhi na jaane ye kab ho jaayein
jawa dil dhadake to sab ho jaayein
har ghadi kisika intzaar hota hain
haan yahi hota hain jab pyaar hota hain
har ghadi bekhudi har ghadi bebasi dil bhi bekarar hain
kya yahi pyaar hain – 2

ye waada nibhaayoge tum mujhe yu hi chaahoge tum – 2
jab tak meri ye saans chalegi teri ulfat ki ye shamma jalegi
pyaar mein kya jina dushwaar hota hain
haan yahi hota hain jab pyaar hota hain
har ghadi bekhudi har ghadi bebasi dil bhi bekarar hain
kya yahi pyaar hain – 4
na yahaan nind hai na wahaan chain hain dil bhi bekarar hain
kya yahi pyaar hain – 4

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *