Lyrics of song

Ja Ri Ja Ay Hawa

Ja ri ja ay hawa
Shor tu na macha
Phoolon ko aa rahi nindiya
Ja ri ja ay hawa
Shor tu na macha
Phoolon ko aa rahi nindiya
Kinaare pe nadiya soyi
Chein se tu so ja
Raat ki godi mein sajni
Meethe sapnon mein kho ja
Ja ri ja ay hawa
Shor tu na macha
Phoolon ko aa rahi nindiya

Pyaar karke kyon meri aankhse aansoo bahein
O jaanam tujh bin kaise jeeoon
Kyon hain sheetal poornima aag ban gayi tere bina
Aa jaao mujh mein sama jaao
Pyaar mein gum beshumaar phir bhi ye gum meetha
Kyon lage sabko
Ja ri ja ay hawa
Shor tu na macha
Phoolon ko aa rahi nindiya

Parvaton ki god mein sandhya ka sooraj so gaya
Baadalon ki odh mein poonam ka chanda kho gaya
Mere dil mein pyaar hai jo kuchh tumhein hogi khabar
Tumko main to maanta hoon zindagi ka humsafar
Pyaar mein ab main kya karoon kya ay hawa tu hi bata
Ja ri ja ay hawa
Shor tu na macha
Phoolon ko aa rahi nindiya
Ja ri ja ay hawa
Shor tu na macha
Phoolon ko aa rahi nindiya
Kinaare pe nadiya soyi
Chein se tu so ja
Raat ki godi mein sajni
Meethe sapnon mein kho ja
Ja ri ja ay hawa
Shor tu na macha
Phoolon ko aa rahi nindiya

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *