Lyrics of song

Jaane Yeh Mausam

male:   mein tere pyaar mein kya kya na bana-2 dilber
        jane yeh mausam-2
female: mein ghata pyaar bhari tu hai mera badal
        jane yeh mausam-2
male:   hai mein tere pyaar mein kya kya na bana dilber
        jane yeh mausam-2

male:   tu hai meri bansi mein hoon tera kanah
        tu hai meri bansi mein-2 mein hoon tera kanah
female: tera mera pyaar hai sadiyoon purana
male:   dil ke har taar mein hai rag tera humdum
        jane yeh mausam-2
female: mein ghata pyaar bhari tu hai mera badal
        jane yeh mausam-2

female: tu hai mora phoolwa mein hoon teri khusboon
        tu hai mora phoolwa -2 mein hoon teri khusboon
male:   desh videsh mein sang sang ghoomoon
female: tu hai guljhar mera  mein hoon teri subnam
        jane yeh mausam-2
male:   mein tere pyaar mein kya kya na bana dilber
        jane yeh mausam-2

male:   tu hai meri manjil mein ho tera sahil
        tu hai meri manjil-2 mein ho tera sahil
female: karke rahenge ek din hasil
male:   ek chale tu hi gori dil mein sada Cham Cham
        jane yeh mausam-2
female: mein ghata pyaar bhari tu hai mera badal
        jane yeh mausam-2
male:   mein tere pyaar mein kya kya na bana dilber
        jane yeh mausam-2 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *