Lyrics of song

Jaanuun Jaanuun Ri Kaahe Khanake Hai Tora Kangana

jaanuun jaanuun ri kaahe khanake hai tora kangana – 2
main bhi jaanuun ri chhupake kaun aaya tore angana
ari jaanuun ri chhupake kau aaya tore angana
main bhi jaanuun ri

pipal ki chainya tale batiyaan banaay ke
pipal ki chainya tale
pipal ki chainya tale batiyaan banaay ke
bhole bhaale dil ko, le gaaya udaay ke
sakhi jaanuun ri, jhuume hai kaahe tora jhumaka – 2
main bhi jaanuun ri, chhupake kaun aaya tore angana
jaanuun jaanuun ri kaahe khanake hai tora kangana
main bhi jaanuun ri chhupake kaun aaya tore angana

bainya marod ke, gher ke giraay ke
bainya marod ke
bainya marod ke, gher ke giraay ke
baith gaye chailava man mein samaay ke
gori jaanuun main, kahaan pe giri hai tori bindiya – 2
jaanuun jaanuun ri kaahe khanake hai tora kangana
main bhi jaanuun ri chhupake kaun aaya tore angana
jaanuun ri jaanuun ri kaahe khanake hai tora kangana

tuu na kah kisi se, main bhi na kahuungi
main bhi na kahuungi
achchha to ban ja tuu uanki,
main unaki rahuungi, unaki rahuungi main
unaki rahuungi, unaki rahuungi
koi kya kare baaje jab paanv ki
koi kya kare baaje jab paanv ki payaliya
koi kya kare baaje jab paanv ki

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *