Jabse Dekha Tujhe Maine Yaara
jabse dekha tujhe maine yaara
mil gaya jaise yeh jahaan sara
aaisa lagta hai aaj mujhe
phir sama yeh mile ya na mile
teri aankhein jaise koi savera
palken yeh jhuk jaaye toh ho jaaye andhera
teri zulfen jaise kaali ghataye
phir bhi pyasa rahe kyon yeh mann mera
teri khushbu kaliyon ka basera
khiza bhi mehakne lage
teri adaayen kar de sitam
yeh keh na paaun main tere hai ham
terei adaayen kar de sitam
yeh keh na paaun main tere hai ham
ho maan bhi jaaon mere sanam
jabse dekha tujhe maine yaara
mil gaya jaise yeh jahaan sara
aaisa lagta hai aaj mujhe
phir sama yeh mile ya na mile
teri aankhein jaise koi savera
palken yeh jhuk jaaye toh ho jaaye andhera
teri zulfen jaise kaali ghataye
phir bhi pyasa rahe kyon yeh mann mera
teri khushbu kaliyon ka basera
khiza bhi mehakne lage
gam aur khushi mein saath denge ham
karta hoon vaada teri kasam
gam aur khushi mein saath denge ham
karta hoon vaada teri kasam
sun le zamana hua main deewana
jabse dekha tujhe maine yaara
mil gaya jaise yeh jahaan sara
aaisa lagta hai aaj mujhe
phir sama yeh mile ya na mile