Lyrics of song

Jai Hanuman

Dariya mein deep stambh tum
Andhkar mein jyoti tum
Nirash mann ki asha tum (2)
Bhatke ko raah dikhao tum
Dhup mein sans ki aas tum
Gyan ki bhujao pyas tum

Jai hanuman gyan gun sagar
Jai kapis tihu lok ujjagar(2)

Ghor andhera dur savera kal chakra ka kaisa phera(2)
Din hin ko aasra tera(2)
Sankatmochan tu mera
Moksha marg tu hi mera

Jai hanuman gyan gun sagar
Jai kapis tihu lok ujjagar(2)

Dariya mein deep stambh tum
Andhkar mein jyoti tum
Nirash mann ki asha tum (2)
Bhatke ko raah dikhao tum
Dhup mein sans ki aas tum
Gyan ki bhujao pyas tum

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *