Lyrics of song
Jawa Hain Mohabbat
jawa hai mohabbat, hasi hai zamana
lutaya hai dil ne, khushi ka khazana
jawa hai mohabbat…
mohabbat kare
khush rahe muskuraaye – 2
na soche hamein kya kahega zamana
jawa hai mohabbat…
abhi tak mujhe
yaad hai vo kahani – 2
na bhulega bachapan ka rangin zamana
jawa hai mohabbat…
kya aankho aankho mein baatein hui hain – 2
kisine na dekha kisine na jaana
jawa hai mohabbat…
tum aaye ke bachpan mera
laut aayaa – 2
mila hai mujhe zindagi kA bahana
jawa hai mohabbat…