Lyrics of song

Jhingoda Jhingoda

ko : jhingoda, jhingoda, jhing jho layi
hai ho rabba hai ho

ra : nadiya mein utha hai shor
chhayi hai ghata ghanaghor
jaana door hai

sha : ha
nadi kinaare, saath hamaare, shaam suhaani aayi
chaand ke rath par baith ke jhil-mil  -2
raath ki raani aayi
shaam suhaani aayi

ta : aa ha ha ha
naye zamaane, naye taraane, le ke jawaani aai
sun-sun jisko naach uthe dil  -2
aaisi kahani laai
shaam suhani aai

ko : jhingodaa, jhingodaa, jhing jho laayi
hai ho rabba hai ho -4

ra : nadiya mein utha hai shor
chayi hai ghata ghanghor
jaana door hai

sha : o
dharti par aakash hai jab tak
ho
dil ka nagar aabaad rahega
ta : dhalta suraj dhoop sunahari
aaj ka mausam yaad rahega  -2
sha : rut ye rangeeli pyaar ki saajan  -2
ban ke nishaani aayi
shaam suhaani aayi

do : nadi kinaare, saath hamaare, shaam suhaani aayi

ta : aa

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *