Lyrics of song

Jigayasa – Remix

kisi ke dil mein khwaahishen
kisi ke dil mein hasraten
kisike dil mein jigyasa
yaha har shaks hain pyasa – 2
kisi ke dil mein khwaahishen
kisi ke dil mein hasraten
kisike dil mein jigyasa
yaha har shaks hain pyasa – 2

koi bhuka jawani ka koi aashiq hain shauhrat ka
mohabbat koi karta hain deewana koi daulat ka
koi bhuka jawani ka koi aashiq hain shauhrat ka
mohabbat koi karta hain deewana koi daulat ka
har ke chahata hain dilasa sabhi ke mann mein jigyasa
yaha har shaks hain pyasa – 4

jise kehte hain izzat woh toh har kone mein bikti
zara socho hamari zindagi yeh kitni sasti hain
jise kehte hain izzat woh toh har kone mein bikti
zara socho hamari zindagi yeh kitni sasti hain
??? jaise koi ?? sabhi ke dil mein jigyasa – 2
sabhi ke dil mein jigyasa
yaha har shaks hain pyasa – 3
jigyasa jigayasa – 2

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *