Lyrics of song

Jism hain

Hoo…hoo…hoo…

Hoo…hoo…hoo…
Dil kahe chal, ghar se nikal
Dil kahe chal tu, ghar se nikal tu, dhhoondhh jaa kar nishaaniyaan
Jo bata ye ke sach hai ya teri zindagi bas kahaaniyaan
Dar dukaanose aasmaanon se poochh jaa kar kahin tu
Hoo…hoo…hoo…
Jism hain, huh! jaan hai, kaun hai, tu hai bhi ya nahin
Dhoop hai, chaanv hai, ret hai, raat hai, kaun hai, tu hai bhi ya nahin

Haan khel hai, khayaal hai, ya koyi sawaal hai
Bujh raha, deep ya, ,jal rahi mashaal hai
Saare rishton ko, saare naaton ko -2
Tod kar aaj hum chale
Kaise roke koyi hamein sab ko chhodkar aaj hum chale
Chaand kehta hai kaun dil se ki poochh jaa kar kahin tu
Hoo…hoo…hoo…
Jism hain, jaan hai, kaun hai, tu hai bhi ya nahin
Dhoop hai, haan, chaanv hai, haan,
Ret hai, raat hai, khel hai, khayaal hai
Jism hai, jaan hai, tu hai bhi ya nahin

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *