Lyrics of song

Jiya Jaaye Isi Haal Mein

pehle bhi aisa tha, main abb bhi aisa hoon
mujh ko milo ya na milo, yuunhi rehta hoon
fikar nahi mujhko, sabke mazaahib ki
woh kaun hain, kahaan se hain, ?? zindagi
jiya jaaye isi haal mein – 4

dekha poora jahaan, har roop rangeen hai
hai sabko chaahiye sukoon, aise hi rehna hai
lad ke sabhi ka dil, jo chaaho chaahe mil
sabb duur hain to kya huwa, milaao dil se dil
jiya jaaye isi haal mein – 4

thodi si hai yeh zindagi, bass ji le iss tarah
jhoom lo uss mauj main, aur choo lo aasmaan

pyaar do har ek ko, kal ka kisko pata

haanji…
haanji…
haanji…

pehle bhi aisa tha, main abb bhi aisa hoon
mujh ko milo ya na milo, yuunhi rehta hoon

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *