Lyrics of song

Jiyara Tarase Dekhana Ko

jiyara tarase dekhana ko – 2
lagi hai aas milan ki
jiyara tarase dekhana ko
jiyara tarase

(ik rut biti ik rut aayi
tere milan ki raah na paayi) – 2
jyot jalaayi man mein lagan ki
jiyara tarase dekhana ko
jiyara tarase

(ruup ki pyaasi, pyaar ki maari
saari nagariya tak tak haari) – 2
banake joganiya apane sajan ki
jiyara tarase dekhana ko – 2
jiyara tarase

jiyaara tarase dekhana ko
jiyara tarase

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *